खुश्क पड़ी है ज़मीं नज़र कुछ कहीं नहीँ आता
प्यार के मौसम का बादल बस यहीं नहीं आता
जो वक़्त आएगा अब उसकी फ़िक्र हम क्यों करें
जो निकल गया है उसी पर यकीं नहीं आता
हवा कि रुख को बदल कर भी क्या होगा हासिल
जहाँ आना होता है तूफां ये वहीं नहीं आता
तेरे वादे, तेरे इरादे दिल को लुभाते हैं बहुत
जाने क्यों तेरी बातों पे यकीं नहीं आता
होना है जुदा तो हो जा जुदा इसी दोराहे पर 'मीना'
सफर में आगे कोई मोड़ कहीं नहीं आता...
khusk padhi hai zameen nazar kuchh kahin nahin aata
pyaar ke mausam ka baadal bas yahin nahin aata
jo waqt aayega ab uski fiqr hum kyun karein
jo nikal gaya hai usi par yaqeen nahin aata
hawa kii rukh ko badal kar bhi kya hoga haasil
jahan aana hota hai toofaan ye wahin nahin aata
tere waade, tere iraade dil ko lubhaate hain bahut
jaane kyun teri baaton pe yaqeen nahin aata
hona hai juda to ho ja juda isi dorahe par 'meena'
safar mein aage koi mod kahin nahin aata...

No comments:
Post a Comment