कुछ दिल से किसी ने कह दिया फिर
दीवानगी का चलेगा सिलसिला फिर
फूलों पे धनक की बारिशें हैं
खुशबु से हुआ है राबता फिर
ख्वाबों से भरी हुई थीं आँखें
डर डर के किया है हौसला फिर
चेहरे की उदासियाँ मुस्कुरा दीं
कोई ये चमन 'मीना' खिला गया फिर
kuchh dil se kisi ne keh diya phir
deewangi ka chalega silsila phir
phoolon pe dhanak ki baarishein hain
khushbu se hua hai raabta phir
khwabon se bhari hui thi aankhein
dar dar ke kiya hai hausla phir
chehre ki udaasiyaan muskura dii
koi ye chaman 'meena' khila gaya hai phir
दीवानगी का चलेगा सिलसिला फिर
फूलों पे धनक की बारिशें हैं
खुशबु से हुआ है राबता फिर
ख्वाबों से भरी हुई थीं आँखें
डर डर के किया है हौसला फिर
चेहरे की उदासियाँ मुस्कुरा दीं
कोई ये चमन 'मीना' खिला गया फिर
kuchh dil se kisi ne keh diya phir
deewangi ka chalega silsila phir
phoolon pe dhanak ki baarishein hain
khushbu se hua hai raabta phir
khwabon se bhari hui thi aankhein
dar dar ke kiya hai hausla phir
chehre ki udaasiyaan muskura dii
koi ye chaman 'meena' khila gaya hai phir
No comments:
Post a Comment