टूटता बनता बिगड़ता ही रहा वो उम्र भर
ख्वाब अदना सा था भीड़ में ही खो गया
नेमतें इस ज़िन्दगी की कल तक मेरे दामन में थीं
चाँद कल थक हार कर पहलु में मेरे सो गया
रोक पाया कौन उसको नाम जिसका वक़्त है
छूट कर हाथों से पल में ये गया वो गया
जब बनाया था खुद ने दिल मोहब्बत के लिए
नफरतों के बीज फिर ये कौन दिल में बो गया
tut’ta ban’ta bikharta hii raha wo umr bhar
khwab adna sa mera tha bheed mein hii kho gaya…
nemetein iss zindagi kii kal tak mere daaman mein thii
chaand kal thak haar kar pehlu mein mere so gaya…
rok paya kaun usko naam jiska waqt hai
chhoot kar haathon se pal mein ye gaya wo gaya…
jab banaya tha khuda ne dil mohabbat ke liye
nafraton ke beej phir ye kaun dil mein bo gaya...
No comments:
Post a Comment