फासले हैं दरमियाँ मुलाक़ात नहीं होती
हर दास्ताँ-ए-दिल में जुदाई ही सौगात नहीं होती
ऐ चाँद तू क्या जाने इन अश्क़ों की लड़ी को
फलक पे तो कभी बरसात नहीं होती
ख्वाबों का ये सिलसिला यूँही बना रहे
रुकने को राज़ी लेकिन कोई रात नहीं होती
इस हाल में ऐ दिलबर जाऊं तो कहाँ जाऊं
वोह मंज़िल नही मंज़ूर जो तेरे साथ नहीं होती
ये उल्फत के अफ़साने 'मीना' हैं कितने दिल-चस्प
मिलती तो हैं आँखें मगर कोई बात नहीं होती
faasle hain darmiyaan mulaqat nahin hoti
har dastaan-e-dil mein judaai hi saugaat nahin hoti
ae chaand tu kya jaane in ashqon kii ladi ko
falak pe to kabhi barsaat nahin hoti
khwabon ka ye silsila yunhi bana rahe
rukne ko raazi lekin koi raat nahin hoti
is haal mein ae dilbar jaaon to kahan jaaon
woh manzil nahin manzoor jo tere saath nahin hoti
ye ulfat ke afsaane 'meena' hain kitne dil-chasp
milti to hain aankhein magar koi baat nahin hoti

No comments:
Post a Comment