उसने सब कुछ लुटा दिया है शायद
वक़्त ने इम्तिहान लिया है शायद
उसके जज़्बों की कीमतें तय हैं
किसी दुकान पे ले गया है शायद
जाने क्या ढूंढ़ता है मेरी आँखों में वो
खुद से मिलकर बिछड़ गया है शायद
सांसें भी धुली-धुली सी लगती हैं
आज जी भर के रो लिया है शायद
उसकी खामोशियाँ ये कहती हैं 'मीना'
दिल की ज़ुबान को सी लिया है शायद
usne sab kuchh luta diya hai shayad
waqt ne imtihaan liya hai shayad
uske jazbon kii keematein tay hain
kisi dukaan pe le gaya hai shayad
jaane kya dhundta hai meri aankhon mein wo
khud se milkar bichhad gaya hai shayad
saansein bhi dhuli-dhuli si lagti hain
aaj jee bhar ke ro liya hai shayad
uski khamoshiyaan ye kehti hain 'meena'
dil kii zubaan ko sii liya hai shayad
वक़्त ने इम्तिहान लिया है शायद
उसके जज़्बों की कीमतें तय हैं
किसी दुकान पे ले गया है शायद
जाने क्या ढूंढ़ता है मेरी आँखों में वो
खुद से मिलकर बिछड़ गया है शायद
सांसें भी धुली-धुली सी लगती हैं
आज जी भर के रो लिया है शायद
उसकी खामोशियाँ ये कहती हैं 'मीना'
दिल की ज़ुबान को सी लिया है शायद
usne sab kuchh luta diya hai shayad
waqt ne imtihaan liya hai shayad
uske jazbon kii keematein tay hain
kisi dukaan pe le gaya hai shayad
jaane kya dhundta hai meri aankhon mein wo
khud se milkar bichhad gaya hai shayad
saansein bhi dhuli-dhuli si lagti hain
aaj jee bhar ke ro liya hai shayad
uski khamoshiyaan ye kehti hain 'meena'
dil kii zubaan ko sii liya hai shayad
No comments:
Post a Comment