ये नहीं इल्म की मोहब्बत किसे कहते हैं
हाँ मगर अक्सर किसी की याद आती है
और तो दिल को कोई तक़लीफ़ नहीं 'मीना'
हाँ उसके नाम से धड़कन ठहर जाती है
ye nahin ilm kii mohabbat kise kehte hain
haan magar aksar kisi kii yaad aati hai
aur to dil ko koi taqleef nahin 'meena'
haan uske naam se dhadkan thehr jaati hai
No comments:
Post a Comment