निढाल क़दमों को मंज़िल का आसरा भी दे
उदास शाम को मंज़र सा कुछ नया भी दे
उदास शाम को मंज़र सा कुछ नया भी दे
जनम जनम से खुद अपनी तलाश में गुम हैं
जो हो सके तो ये दीवारें गिरा भी दे
मैं सादा वरक़ हूँ तेरी कहानी का 'मीना'
जो हो सके तो मुझे दास्तान बना भी दे
nidhaal kadmon ko manzil ka aasra bhi de
udaas shaam ko manzar sa kuchh naya bhi de
janam janam se khud apni talaash mein guum hain
tasveer-ae-dard ko hum se kabhi mila bhi de
humare darmiyaan hain rasm-o-riwaaz kii duuriyaan
ho mumkin gar to ye deewarein gira bhi de
main saada warq hun teri kahani ka 'meena'
No comments:
Post a Comment