मोहब्बत है तो हाल-ऐ-दिल बताकर देखो
शायद आ जाये कोई लौट के जानेवाला
राह की मोड़ में लगता है अकेला कोई
band aankhon mein hain haseen manzar kitne
khuli aankhon mein ab ye khwab basakar dekho
तुम ज़रा उसको यह आइना दिखाकर देखो
बस गीत कोई प्यार भरा गाकर देखो
बंद आँखों में हैं हसीं मंज़र कितने
खुली आँखों में अब ये ख्वाब सजाकर देखो
खुली आँखों में अब ये ख्वाब सजाकर देखो
राह की मोड़ में लगता है अकेला कोई
कोई तुम-सा न हो नज़दीक तो जाकर देखो
रुख हवाओं का समझना है तो इक बार 'मीना'
फिर कोई शमा सरे-राह जलाकर देखो
Mohabbat hai to haal-e-dil batakar dekho
tum zara usko yeh aaina dikhakar dekho
shayad aa jaaye koi laut ke jaanewala
bas geet koi pyaar bhara gaakar dekho
band aankhon mein hain haseen manzar kitne
khuli aankhon mein ab ye khwab basakar dekho
raah kii mod mein lagta hai akela koi
koi tum-sa n ho nazdeek to jaakar dekho
rukh hawaon ka samajhna hai to ik baar 'meena'
phir koi shama sar-e-raah jalakar dekho
No comments:
Post a Comment