इश्क़ की सरहदों के पार मैं इंतज़ार करती हूँ
यूँ इस तरह अपने जूनून का इक़रार करती हूँ
करूँ लफ़्ज़ों में बयान तो लफ्ज़ नहीं मिलते
ग़ज़ल तो खुद बनती है जब तेरा दीदार करती हूँ
तूने ढूंढ लिया मुझको मेरी तन्हाई में
मैं तेरी हर बात पे ऐतबार करती हूँ
दुनिया में मोहब्बतों की कमी सी लगती है
यही सोच कर मैं इस सोच से इंकार करती हूँ
ishq ki sarhadon ke paar main intezaar karti hun
yun is tarah apne junoon ka iqraar karti hun
karun lafzon mein bayaan to lafz nahin milte
ghazal to khud banti hai jab tera deedar karti hun
tune dhoondh liya mujhko meri tanhayi mein
main teri har baat pe aitbaar karti hun
duniya mein mohabbaton ki kami si lagti hai
yahi soch kar main is soch se inkaar karti hun

No comments:
Post a Comment