Sunday, December 22, 2013

ho nahin sakti...

शिकस्त-ए-फ़ाश ही तक़दीर हो नहीं सकती
मैं उदासियों की तस्वीर हो नहीं सकती
जो बात दिल पे लिखी जाती है
वो कागज़ों पे तेहरीर हो नहीं सकती

shikast-e-faash hii taqdeer ho nahin sakti
main udaasiyon ki tasveer ho nahin sakti
jo baat dil pe likhi jaati hai
wo kagazon pe tehreer ho nahin sakti

No comments:

Post a Comment